Badhaiya Baje Angane Mein Bhajan Lyrics

Badhaiya Baje Angane Mein Bhajan Lyrics

Badhaiya Baje Angane Mein Bhajan Lyrics


Badhaiya Baje Aangne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki,
Todat Taane Raagne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Prem Bhari Pramdaagan Naache,
Noopur Baandhe Paayne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Nyochhavar Shri Ram Lala Ju,
Nahin Kou Laajat Maangne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Siyaali Yah Kautuk Dekhat,
Beeti Rajni Jaagne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Badhaiya Baje Aangne Mein,
Badhaiya Baje Aangne Me ॥

Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.