Janme Hai Ram Raghuraiya Awadhpur Mein Bhajan Lyrics
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya,
Baje Badhaiya Baje Badhaiya,
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya ॥
Raja Dashrath Gaia Lutawe,
Raja Dashrath Gaia Lutawe,
Kangana Lutawe Tino Maiya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya,
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya ॥
Ram Laxman Bharat Shatrughan,
Ram Laxman Bharat Shatrughan,
Godi Mein Khele Charo Bhaiya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya,
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya ॥
Sari Ayodhya Mein Dhoom Machi Hai,
Sari Ayodhya Mein Dhoom Machi Hai,
Bhari Hai Bhid Anganaiya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya,
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya ॥
‘Madhav’ Kahe Shiv Damaru Bajave,
‘Madhav’ Kahe Shiv Damaru Bajave,
Aashish Deve Gauri Maiya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya,
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya ॥
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya,
Baje Badhaiya Baje Badhaiya,
Janme Hai Ram Raghuraya,
Awadhpur Mein Baje Badhaiya ॥