Aao Aao Gajanan Aao Bhajan Lyrics

Aao Aao Gajanan Aao Bhajan Lyrics

Aao Aao Gajanan Aao Bhajan Lyrics


Aao Aao Gajanan Aao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥

Aao Aao Gajanan Aao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥
Om Gana Ganapataye Namo Namah,
Shri Siddhivinayak Namo Namah,
Ashtavinayak Namo Namah,
Ganpati Bappa Morya ॥

Bhole Shankar Ke Putr Gajanan,
Gaura Maiya Ke Putr Gajanan,
Aake Bhakton Ke Man Ko Bhao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥

Aao Aao Gajanan Aao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥
Om Gana Ganapataye Namo Namah,
Shri Siddhivinayak Namo Namah,
Ashtavinayak Namo Namah,
Ganpati Bappa Morya ॥

Riddhi Siddhi Ko Sang Mein Laana,
Gaura Maiya Ko Bhool Na Jaana,
Aane Mein Der Na Lagao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥

Aao Aao Gajanan Aao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥
Om Gana Ganapataye Namo Namah,
Shri Siddhivinayak Namo Namah,
Ashtavinayak Namo Namah,
Ganpati Bappa Morya ॥

Hum Sabke Pyare Gajanan,
Sab Devon Se Nyare Gajanan,
Aake Kirtan Mein Ras Barsao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥
Aao Aao Gajanan Aao,
Aake Bhakton Ka Maan Badhao ॥
Om Gana Ganapataye Namo Namah,
Shri Siddhivinayak Namo Namah,
Ashtavinayak Namo Namah,
Ganpati Bappa Morya ॥

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.