Gaiye Ganpati Jagvandan Shankar Suwan Bhajan Lyrics
Gaiye Ganpati Jagvandan,
Shankar Suwan Bhawani Nandan,
Ganpati Jagvandan,
Gaiye Ganpati Jagvandan ॥
Siddhi Sagan Gaja Vadan Vinayak,
Kirpa Sindhu Sundar Sab Nayak,
Ganpati Jagvandan,
Gaiye Ganpati Jagvandan ॥
Modak Priye Mudha Mangal Daata,
Bidya Vanika Buddhi Vidhata,
Shankar Suwan Bhawani Nandan,
Ganpati Jagvandan,
Gaiye Ganpati Jagvandan ॥