Manao Ganpati Ji Ko Aaj Bhajan Lyrics
Manao Ganpati Ji Ko Aaj,
Ho Jayenge Sab Puran Kaaj,
Ladduon Ka Bhog Lagayenge,
Karenge Puja Din Aor Raat,
Manao Ganpati Ji Ko Aaj ॥
Maa Gaura Ke Raj Dulare,
Shiv Ji Ko Tum Prano Se Pyare,
Gajanan Tumko Sab Kahate Hai,
Dukhiyon Ke Dukh Ko Harte Hai,
Manao Ganpati Ji Ko Aaj ॥
Tumhare Jesa Dev Na Duja,
Sab Karte Hai Tumhari Puja,
Mushak Baba Tumhari Sawari,
Gajanan Sunlo Vinati Hamari,
Manao Ganpati Ji Ko Aaj ॥